Dilon ki mohabbat ko bandhe kyun haye re
Daayre daayre daayre daayre
Hai kyu faasle darmiyaan leke aaye re
Daayre daayre dayre daayre
Kaanch ke woh khwaab nazuk the humare saare
Chhoone se hi tutne lage
Mannaton mein umr bharka saath jinka manga
Humsafar woh chhutne lage
Na marna munasib jiya bhi na jaaye re
Na marna munasib jiya bhi na jaaye re haye re
Daayre daayre daayre daayre

No comments:
Post a Comment