Ab ke sawan aise barse,
Beh jaye rang meri chunar se
Bhige tan mann jiyara tarse,
Jam ke barse jara
Rut sawan ki,
Ghata sawan ki
Ghata sawan ki
Aise jamke barse
Ab ke sawan aise barse,
Beh jaye rang meri chunar se
Bhige tan mann, jiyara tarse,
Jam ke barse jara
Jhadee barkha ki,
Ladee bundo ki
Ladee bundo ki
Tutake yu barase
Rut sawan ki
Ghata sawan ki
Ghata sawan ki
Aise jamke barse
Pehle pyar ki pehali barkha
Kaisi aas jagaye
Barishe peene do mujhko
Mann hara ho jaye
Pyasee dharti, pyase armaan,
Pyasa hai asmaan
Bhigane do har gali ko,
Bhigane do jahan
Ab ke sawan aise barse,
Beh jaye rang meri chunar se
Bhige tan mann jiyara tarse,
Jam ke barse jara
Rut sawan ki,
Ghata sawan ki
Ghata sawan ki
Aise jamke barse
eeee... hey
Laaj badri ki bikhar ke
Moti ban jhad jaye
Bhig jaye sajna mera
Laut ke ghar aye
Duriyo ka nahi yeh mausam,
Aaj hai woh kaha
Makhmali se yeh phuhare
Udd rahi hai yaha
Ab ke sawan aise barse,
Beh jaye rang meri chunar se
Bhige tan mann jiyara tarse,
Jam ke barse jara
Rut sawan ki,
Ghata sawan ki
Ghata sawan ki
Aise jamke barse
Ab ke sawan aise barse,
Beh jaye rang meri chunar se
Bhige tan mann, jiyara tarse,
Jam ke barse jara
Jhadee barkha ki,
Ladee bundo ki
Ladee bundo ki
Tutake yu barase
Rut sawan ki
Ghata sawan ki
Ghata sawan ki
Aise jamke barse

No comments:
Post a Comment