Badi mushkil hai, khoya mera dil hai
Koi use dhondke laye na
Jake kahan main rapat likhaon
Koi batlaye na
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Sapno mein ane wali
Bahon mein kab ayegi
Kitne dino tak mujhko
Aise woh tadpayegi
Dekhon mudke jidhar
Aye woh hi nazar
Meri dagar, mera safar
Woh meri manzil
Deewana hai sama..
Jage hain armaan
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Deewangi ki had se
Age guzar na jaun
Ankhon mein uska chehra
Kaise use dikh laun
Woh hai sab se haseen
Waisa koi bhi nahin
Mere khuda, uski ada hai badi qaatil
Mujhe nahin pata..
Chhaya hai kya nasha
Main roun ya hasun
Karun main kya karun
Badi mushkil hai, khoya mera dil hai


